fun

fun

Tuesday, December 12, 2006

india fun and jokes

indian jokes

Two Sardarjis were in conversation on the beach :
Sardarji 1 :Praaji , Ise 'beach' kyo kaheete hai ?
Sardarji 2 : Tumhe nahe pata ?
Sardarji 1 : Nahe pata.
Sardarji 2 : Woh to Aasmaan aur Zameen ke beech mein hai esliye eesai beach kahete hai



2) Narad Muni dharti par madira peene aaye,12 botal pilane k baad theke wala: Apko chadhti kyun nahi ?Narad: Main Bhagwaan Hoon.Theke wala: Chad gayi saley ko.


• Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?Executive (sar jhukate hue): Nahin sir.Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.



• Q: Agar do pipal ke Pedon ko ek rassi se bandh diya jaye to us rassi ko kya kahenge?A: Us rassi ko bolengey NOKIA - Connecting pipal.



• Gabbar: Kitne admi they?Sambha: Sardar 2Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata haiGabbar: Aur 2 ke pehle?Samba: 2 k pehle 1 aata hai.Gabbar: To beech mein kaun ata hai?Samba: Beech mein koi nahi aata>Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?Samba: 2, 1 se 1 bada hai.Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do

No comments: